Roman script
humnashin dilruba janeman janeja humnashin dilruba janeman janeja hamane tumhi se hai pyar kiya hamane tumhi se hai pyar kiya shokh dil hamsafar, hum fida aap par shokh dil hamsafar, hum fida aap par hamane tumhi se hai pyar kiya hamane tumhi se hai pyar kiya humnashin dilruba janeman janeja o janejana jara paas aana ke dil hai deewana tumhare liye o janejana jara paas aana ke dil hai deewana tumhare liye dil ka fasana labon ka tarana yeh mausam suhana tumhare liye ho aise mein na tum kahi bhi door jaana shokh dil hamsafar, hum fida aap par shokh dil hamsafar, hum fida aap par hamane tumhi se hai pyar kiya hamane tumhi se hai pyar kiya humnashin dilruba janeman janeja khaabon ki rani hasi jindagani, haseena deewani jara paas aa khabon ki rani hasi jindagani, haseena deewani jara paas aa pyasi nigahe, mohabbat ki bahein sanam tujhako chaahe gale se laga bekhudi mein hum sama hai aashiqana humnashin dilruba janeman janeja shokh dil hamsafar, hum fida aap par hamane tumhi se hai pyar kiya hamane tumhi se hai pyar kiya humnashin dilruba janeman janeja
Song details
- Singer: Sadhana Sargam
- Singer: Kumar Sanu
- Film / album: Anaam (1992)
- Composer: Nadeem Shravan
- Lyricist: Sameer
- Actor: Armaan Kohli
- Actor: Ayesha Jhulka
- Actor: Sadashiv Amrapurkar
- Actor: Laxmikant Berde
- Actor: Kulbhushan Kharbanda
- Actor: Kiran Kumar
- Actor: Tej Sapru
- Actor: Ajit Vachchani
- Actor: Anjana Mumtaz
- Actor: Yunus Parvez
- Actor: Subbiraj
- Actor: Mushtaq Khan
- Actor: Anant Mahadevan
- Actor: Aroon Bakshi
- Actor: Mohd. Aslam
- Actor: Gavin Packard
- Actor: Reshma Singh
Song video
singer: Sadhana Sargam, Kumar Sanu
actor: Ayesha Jhulka, Armaan Kohli