Roman script

hamko to teri nigaahon ne maara

in donon jhoothhe gawaahon ne maara

hamko to teri nigaahon ne maara

in donon jhoothhe gawaahon ne maara

hamko to teri nigaahon ne maara

hota agar hamko itna pata

dil mein hai kya

aur nigaahon mein kya

hota agar hamko itna pata

dil mein hai kya

aur nigaahon mein kya

dil tumko yoon

dete hi kyun

aisa samajh ke jo hum

hamko to teri nigaahon ne maara

in donon jhoothhe gawaahon ne maara

hamko to teri nigaahon ne maara

teri nazar pe bharosa kiya

hamko to is dil ne dhokha diya

teri nazar pe bharosa kiya

hamko to is dil ne dhokha diya

jee ke maren

mar ke jiyen

maano tumhaari kasam

hamko to teri nigaahon ne maara

in donon jhoothhe gawaahon ne maara

hamko to teri nigaahon ne maara

chaaha tumhen

paaya dard e jigar

hansti nazar

ab hai ashqon se tar

chaaha tumhen

paaya dard e jigar

hansti nazar

ab hai ashqon se tar

kar ke wafa

kya kya mila

poochho na hamse sanam

hamko to teri nigaahon ne maara

in donon jhoothhe gawaahon ne maara

hamko to teri nigaahon ne maara

in donon jhoothhe gawaahon ne maara

hamko to teri nigaahon ne maara

Explore this song