Roman script

haye kiski jaan loge, kya irada hai

humko to barbad kiya hai 

aur kise barbad karoge

bhul na jana aaj ke din ko

ek din humko yaad karoge

humko to barbad kiya hai 

tirchi najar ke teer chalao

naaj-o-ada ki bijali girao

tirchi najar ke teer chalao

naaj-o-ada ki bijali girao

uff na karenge hum bhi to dekhe

kitne sitam ji yaar karoge

humko to barbad kiya hai 

aur kise barbad karoge

bhul na jana aaj ke din ko

ek din humko yaad karoge

humko to barbad kiya hai 

tum chaho to jaan bhi le lo

kaafir ho imaan bhi le lo

tum chaho to jaan bhi le lo

kaafir ho imaan bhi le lo

dilwalo se pala pada hai

tum bhi bhala kya yaad kroge

humko to barbad kiya hai 

aur kise barbad karoge

bhul na jana aaj ke din ko

ek din humko yaad karoge

humko to barbad kiya hai 

hum bhi tumhe bechain karenge

pyar me aisa rang bharenge

hum bhi tumhe bechain karenge

pyar me aisa rang barenge

neend na hogi in aankho me

tadapoge fariyad karoge

humko to barbad kiya hai 

aur kise barbad karoge

bhul na jana aaj ke din ko

ek din humko yaad karoge

humko to barbad kiya hai

Explore this song