Roman script

bhawre jo gungunae, jhonke jo san sanae

kyon jism thar tharaye, koi bataaye mujhko

humko pyaar hai to ye khumaar hai

humko pyaar hai oh mehbuba

bhawre jo gungunae, jhonke jo san sanae

kyon jism thar tharaye, koi bataaye mujhko

humko pyaar hai to ye khumaar hai

humko pyaar hai oh mehbuba

sone ki ab zameen hai, nilam ka aasmaan

panchhi suna rahe hai surili kahaniya

sone ki ab zameen hai, nilam ka aasmaan

panchhi suna rahe hai surili kahaniya

daali pe os mein jo kali koi dhul gayi

ek ajnabi si khushbu, hai saanso mein ghul gayi

saanso mein ghul gayi

mehki hui fiza hai, gaati hui hawa hai

sab kya ye ho raha hai, koi bataaye mujhko

humko pyaar hai to ye bahaar hai

humko pyaar hai oh mehbuba

phulo ki chunri odhe hue hai ye vaadiyaa

lagta hai jaise aankhon mein

khwaabon ka hain sama

phulo ki chunri odhe hue hai ye vaadiyaa

lagta hai jaise aankhon mein

khwaabon ka hain sama

in vaadiyon mein pyaar ke raahi jo aaye hai

pedo ne apne reshmi saaye bichaaye hai

saayen bichaaye hai

gunji hai ragini si din mein hai chandni si

kaisi hai shaanti si koi bataaye mujhko

humko pyaar hai to ye nikhaar hai

humko pyaar hai oh mehbuba

bhawre jo gungunae, jhonke jo san sanae

kyon jism thar tharaye, koi bataaye mujhko

humko pyaar hai to ye khumaar hai

humko pyaar hai oh mehbuba

Explore this song