Roman script

hamko malum hai ishk masum hai

dil se ho jati hai galtiya

sabar se ishk mahrum hai

hamko malum hai ishk masum hai

dil se ho jati hai galtiya

sabar se ishk mahrum hai

hamko malum hai ishk masum hai

dil se ho jati hai galtiya

sabar se ishk mahrum hai

hua jo jamane ka dastur hai

mom mani nahi dad naraj tha

meri barbadiyo ka wo aagaz tha

ishk ka ek hi ek andaz tha

wo narazi hue hum bhi bafi hue

bekarar hum farar ho gaye

hamko malum hai ishk masum hai

dil se ho jati hai galtiya

sabar se ishk mahrum hai

mai pareshan hu ek majburi par

hoga gum jankar sath hu mai magar

mujhko rahna padega jara duri par

sirf do hi mahine hai sahlo agar

mera future hai teri kasam

mera future hai isme piya

hamko malum hai ishk masum hai

dil se ho jati hai galtiya

sabar se ishk mahrum hai

waqt se hara lauta jo mai

laut ke apne ghar

ja chuki thi priya

phone karta raha phone bhi na liya

maine khat bhi likhe

sal bhar khat likhe

aawaz meri pahuchi nahi

kho gayi meri priya kahi

mujhko ummid thi ek din to kabhi

wo aawaz degi mujhe

Explore this song