Roman script

hamko haste dekh jamana jalta hai

chor bano ya mor yaha sab chalta hai

hamko haste dekh jamana jalta hai

chor bano ya mor yaha sab chalta hai

jalta hai jale koi yaha hai fikar kise

aaj ka thikana kaha kal ki khabar kise

hamko haste dekh jamana jalta hai

chor bano ya mor yaha sab chalta hai

paap koi man me chupake ram ram kahe

bole koi mahanga to koi kam dam kahe

are chor sari dunia hamko mat gher jara

yaha sab chor hai samjh ka hai fer jara

are chor sari dunia hamko mat gher jara

yaha sab chor hai samjh ka hai fer jara

hamko haste dekh jamana jalta hai

chor bano ya mor yaha sab chalta hai

rang jo churata fire usko rangila kahe

aankh jo churaye use sab sharmila kahe

dil jo churaye use dilbar kahe sab

hamko magar kahe chorwa mere rab

dil jo churaye use dilbar kahe sab

hamko magar kahe chorwa mere rab

jalta hai jale koi yaha hai fikar kise

aaj ka thikana kaha kal ki khabar kise

hamko haste dekh jamana jalta hai

chor bano ya mor yaha sab chalta hai

Explore this song