Roman script

hum hai ke tumko ronke mehfil bana diya

are ek ek ada ko pyar ke kabil bana diya

ha khud ko tumhare husn ka bismil bana diya

humko duaaye do tumhe katil bana diya

humko duaaye do tumhe katil bana diya

khud ko tumhare husn ka bismil bana diya

khud ko tumhare husn ka bismil bana diya

humko duaaye do tumhe katil bana diya

humko duaaye do tumhe katil bana diya

are humko duaaye do tumhe katil bana diya

humko duaaye do tumhe katil bana diya

o mana ke humko aapne katil bana diya

khud ko nigahe naaz ka bismil bana diya

humne bhi tumko jine ke kabil bana diya

are dil ko tumhare pyar diya, dil bana diya

dil ko tumhare pyar diya, dil bana diya

humne bhi tumko jine ke kabil bana diya

humne bhi tumko jine ke kabil bana diya

dil ko tumhare pyar diya, dil bana diya

dil ko tumhare pyar diya, dil bana diya

are dil ko tumhare pyar diya, dil bana diya

dil ko tumhare pyar diya, dil bana diya

phir bhi humhi ne tumko sikhaya ada ka dang

najuk labo ko de diya khune jigar ka rang

ha dil ko jala ke gaal pe ek til bana diya

are humko duaaye do tumhe katil bana diya

humko duaaye do tumhe katil bana diya

dil ko jala ke gal pe ek til bana diya

dil ko jala ke gal pe ek til bana diya

humko duaaye do tumhe katil bana diya

humko duaaye do tumhe katil bana diya

he humko duaaye do tumhe katil bana diya

humko duaaye do tumhe katil bana diya

aawara phir rahi thi liye tumko zindagi

humne hi badhke julf ki zanzir dal di

aanchal ki chhav daal ke manjil bana diya

are dil ko tumhare pyar diya, dil bana diya

humko duaaye do tumhe katil bana diya

dil ko tumhare pyar diya, dil bana diya

humko duaaye do tumhe katil bana diya

dil ko tumhare pyar diya, dil bana diya

dil ko tumhare pyar diya, dil bana diya

dekho hamare aage na itna karo garur

takraoge jo humse to pachhtaoge jarur

ha apni bahaduri ki to sohrat to hai dur dur

daman pakad liya hai chhuta lijiye hujur

achha wah wah ha ji wah wah

bas muskura ke aapne bujdil bana diya

bas muskura ke aapne bujdil bana diya

dil ko tumhare pyar diya, dil bana diya

dil ko tumhare pyar diya, dil bana diya

humko duaaye do tumhe katil bana diya

humko duaaye do tumhe katil bana diya

Explore this song