Roman script

hamko bhi marna hai tumko bhi marna hai

hamko bhi marna hai tumko bhi marna hai

marne se darna kya ho jine ki bate kar

hamko bhi marna hai tumko bhi marna hai

dunia ke gulshan me kate hazaro hai

dunia ke gulshan me kate hazaro hai

kato se bachta ja kaliyo se daman bhar

hamko bhi marna hai tumko bhi marna hai

chahat ki raho me mana ki khatra hai

chahat ki raho me mana ki khatra hai

phir bhi tu chalta ja mere isharo par

hamko bhi marna hai tumko bhi marna hai

maujo me rahne de kashti jawani ki

maujo me rahne de kashti jawani ki

aata nahi hamko marna kinaro par

aata nahi hamko marna kinaro par

hamko bhi marna hai tumko bhi marna hai

marne se darna kya ho jine ki bate kar

hamko bhi marna hai tumko bhi marna hai

Explore this song