Roman script

humko awaaz de tu kaha hai sanam

humko awaaz de tu kaha hai sanam

pyar ke roke kadam

itna kaha duniya me dam

hum tere aashik sanam

humko awaaz de tu kaha hai sanam

pyar ke roke kadam

itna kaha duniya me dam

hum tere aashik sanam

humko awaaz de

pahle pahle pyaar ko koi dil se mita nahi paya

jaan hatheli par rakh kar tujhe lene wala aaya

jag ye dekhta rah jaayega

aashik tera le jaayega

itna kaha duniya me dam

pyar ke jo roke kadam

humko awaaz de tu kaha hai sanam

pyar ke roke kadam

itna kaha duniya me dam

hum tere aashik sanam

itna kaha duniya me dam

pyar ke jo roke kadam

humko awaaz de 

nadiyon ko sagar ka pata kya, koi batlaata hai

sacchi lagan ho dil me to khud

rastaa mil jata hai

kaun bahaar ko baandh saka hai

kaid hawa ko kisne kiya hai

itna kaha duniya me dam

pyar ke jo roke kadam

humko awaaz de tu kaha hai sanam

humko awaaz de tu kaha hai sanam

pyar ke roke kadam

itna kaha duniya me dam

hum tere aashik sanam

itna kaha duniya me dam

pyar ke jo roke kadam

Explore this song