Roman script

hame yaari se garaz yaar jo bhi kare 

hame yaari se garaz yaar jo bhi kare

yaar jo bhi kare yaar jo bhi kare dildari se garaj 

yaar jo bhi kare hame yaari se garaz yaar jo bhi kare

yaari yaar ki na tode chahe dam tod de

yaari yaar ki na tode chahe dam tod de

hath hath se na chhod e chahe dam tod de 

teri khatir jaan bhi hazir jiunda rah mitra

teri khatir jaan bhi hazir jiunda rah mitra

kedi haddi pasli todni sanu kah mitra

kedi haddi pasli todni sanu kah mitra

o sanu kah mitra sanu kah mitra o sanu kah mitra

o mara mari se garaz yaar jo bhi kare

o mara mari se garaz yaar jo bhi kare

yaar jo bhi kare o yaar jo bhi kare

yaar jo bhi kare hame yaari se garaz yaar jo bhi kare

chahe acha ho ya bura yaar yaar hota hai

hame yaar vale aibo se bhi pyar hota hai

chahe acha ho ya bura yaar yaar hota hai

hame yaar vale aibo se hi pyar hota hai

hame yaar vale aibo se hi pyar hota hai

dostdari se garaz yaar jo bhi kare dostdari se garaz 

yaar jo bhi kare jo bhi kare jo bhi kare

hame yaari se garaz yaar jo bhi kare

yaari laiye to is jahan vicho yari vala chuka ke mul jayi ye

kade yaar da baal na hove baanka khud fasi te chul jayie

yaar milta hai matlabi duniya me kab

yaar milta hai matlabi duniya me kab

yaar mile to ye samjho mil gaya rab

yaar mile to ye samjho mil gaya rab

davedari se garaj yaar jo bhi kare

davedari se garaj yaar jo bhi kare

yaar jo bhi kare hame yaari se garaz 

yaar jo bhi kare hame yaari se garaz

Explore this song