Roman script

hume to aaj isi baat par hansi aayi

hume to aaj isi baat par hansi aayi

bhar aayi aankh to hotho pe ragini aayi

bhar aayi aankh to hotho pe ragini aayi

hume to aaj 

khushi kabayi ke jab dil bhi ho chala  ruksat 

khushi kabayi ke jab dil bhi ho chala  ruksat 

chirag bhujhne laga chirag bhujhne laga

jab to roshni aayi 

hume to aaj 

chalo koi to mila baat puchne wala 

chalo koi to mila baat puchne wala 

zara to chain mila zara to chain mila 

kuch to zindgi aayi 

hume to aaj 

yeh jate jate jamane ko hum dikha dege 

yeh jate jate jamane ko hum dikha dege 

hamare jaane se hamare jaane se 

dunia me kya kami aayi 

hume to aaj isi baat par hansi aayi

bhar aayi aankh to hotho pe ragini aayi

bhar aayi aankh

Explore this song