Roman script

hume mitane aaya jo hume mitane aaya jo khud mit jayega

kahte hai hum lalkar ke yaha rakhna kadam tum sambhal ke

yaha rakhna kadam tum sambhal ke hume mitane aaya jo 

hume mitane aaya jo khud mit jayega kahte hai hum lalkar ke

yaha rakhna kadam tum sambhal ke

yaha rakhna kadam tum sambhal ke

yaha ka sipahi khel jane jo sar katane ko

khair chaho to bhul kar bhi tum is taraf najar na uthana

khak ho jayega jo idhar aayega maut kahti hai tumhe pukar ke

hume mitane aaya jo khud mit jayega kahte hai hum lalkar ke

yaha rakhna kadam tum sambhal ke

yaha rakhna kadam tum sambhal ke

ye watan hai himalay ke beto ka

ye hai basti sahido ki basati

mit gaya jo bhi takraya hamse

tum ho kya tumhari kya hai hasti

hamne to kaha diya sochle fir jara

kaise chiti ladegi pahad se hume mitane aaya jo 

hume mitane aaya jo khud mit jayega

kahte hai hum lalkar ke

yaha rakhna kadam tum sambhal ke

yaha rakhna kadam tum sambhal ke

Explore this song