Roman script

hume kab khabar thi ki  duniya hamari badal jayegi

hume kab khabar thi ki  duniya hamari badal jayegi

ki apni hi aaho se aasha ki  phulwari jal jayegi

hume kab khabar thi 

nahi thi khabar mere man ka

madhurban ujad jayega

nahi thi khabar mere man ka

madhurban ujad jayega ha chaha jise dil se 

chaha jise wo bichhad jayega

do din ko hanskar ke takdir apni  machal jayegi 

hume kab khabar thi 

hai aaya nahi hai lotke bahte dhara ka pani kabhi

hai aaya nahi hai lotke bahte dhara ka pani kabhi

na sach ho sake do dilo ke  milan ki kahani kabhi 

na ja bahar ka  wo din chala jayega

dhup dhal jayegi hume kab khabar thi ki 

duniya hamari badal jayegi hume kab khabar thi

Explore this song