Roman script

hume chhod  ke na jana hume chhod  ke na jana

huya dil ka nishana dekho mausam hai suhana

dil tod ke na jana hume chhod  ke na jana

hume chhod  ke na jana huya dil ka nishana 

dekho mausam hai suhana dil tod ke na jana 

hume chhod  ke na jana

na ja tu na tadpa pyar ki bate hai pyar ki bate hai

tu aa gale lag ja suhani rate hai suhani rate hai

mere dil se na jana dekho bura hai zamana

hume chhod  ke na jana mere dil se na jana 

dekho bura hai zamana hume chhod  ke na jana

huya dil ka nishana dekho mausam hai suhana

dil tod ke na jana hume chhod  ke na jana

dil me chhah sat sau arman liye baithe ho 

aath majduro ka saman liye baithe ho

hume karke begana soya pyar na jagana

hume chhod  ke na jana hume karke begana soya 

pyar na jagana hume chhod  ke na jana

huya dil ka nishana dekho mausam hai suhana

dil tod ke na jana hume chhod  ke na jana

ho pehchan gaye mere gal hai gulabi 

mere hoth hai sharabi tum jaan gaye

ho pehchan gaye mere gal hai gulabi 

mere hoth hai sharabi tum jaan gaye

meri duniya basana aankho aankho se pilana

hume chhod  ke na jana meri duniya basana aankho 

aankho se pilana hume chhod  ke na jana

huya dil ka nishana dekho mausam hai suhana

dil tod ke na jana hume chhod  ke na jana

Explore this song