Roman script

tum hi tum the to kya tum the hum hi hum the to kya hum the

judaa tum the, judaa hum the kismat main gum hi gum the

resham ke dhaage si kachi hai ye jindagani

hamari tumhari kahani humari tumhari kahani 

ye thi humari hi khata ya thi mukadar ki rja

jo kuch humare darmiyaan na thi uski koi mukamal wajaha

ye thi humari hi khata ya thi mukadar ki rja

jo kuch humare darmiyaan na thi uski koi mukamal wajaha

mai jaanu na tum jaano na ye kab hua aur kyo hua

resham ke dhaage si kachchi hai ye jindagani

hamari tumhari kahani humari tumhari kahani

dil ke mere tukde hai ashkon mein aaj bikhre hai

bundon ki ladiyan main milkar girte aur sambhalte hai

inhe teri jarurat satati hai kyo

khayalon mein har pal tu aati hai kyo

jitna bhulana main chahun tujhe

utni hi tu yaad aati hai kyo utni hi tu yaad aati hai kyo

utni hi tu yaad aati hai kyo

resham ke dhaage si kachche hai ye jindagani

hamari tumhari kahani, hamari tumhari kahani

humari tumhari kahani, hamari tumhari kahani

humari tumhari kahani

Explore this song