Roman script

ham yaar hain yaaron ke 

dildaar hain dildaro ke 

ho ham yaar hain yaaron ke 

dildaar hain dildaro ke 

rahten hain jami par ham lekin 

hain khwab chand taro ke 

ham yaar hain yaaron ke 

dildaar hain dildaro ke 

rahten hain jami par ham lekin 

hain khwab chand taro ke 

ju ju ju he he ju ju he he 

la la la la la la la 

zindadili se jeete hain ham 

to gam se hain kaam kya 

jo kuchh bhi hain wo aaj hain 

kal ka kise pata 

zindadili se jeete hain ham 

to gam se hain kaam kya 

jo kuchh bhi hain wo aaj hain 

kal ka kise pata 

dur hain gam se sikh lo hmse 

andaz jeene ka

ham yaar hain yaaron ke 

dildaar hain dildaro ke 

o ham yaar hain yaaron ke 

dildaar hain dildaro ke 

rahten hain jami par ham lekin 

hain khwab chand taro ke 

ye meri jaan dola imaan 

ham dagmaga gaye 

jab kabhi husn waale 

raho me aa gaye 

aah ye meri jaan dola imaan 

ham dagmaga gaye 

jab kabhi husn waale 

raho me aa gaye 

ye hansi hamko najmi hamko 

aashiq bana gaye 

ham yaar hain yaaron ke 

dildaar hain dildaro ke 

ham yaar hain yaaron ke 

dildaar hain dildaro ke 

rahten hain jami par ham lekin 

hain khwab chand taro ke 

ham yaar hain yaaron ke 

dildaar hain dildaro ke 

rahten hain jami par ham lekin 

hain khwab chand taro ke 

ju ju ju he he ju ju he he 

la la la la la la la

Explore this song