Roman script
hum yaar hai tumhare dildar hai tumhare hamse mila karo, hamse mila karo hum yaar hai tumhare dildar hai tumhare hamse mila karo, hamse mila karo hum yaar hai tumhare dildar hai tumhare hamse mila karo, hamse mila karo koi shikwa agar ho or shikayat agar ho hamse gila karo, hamse gila karo ja maine bhi pyar kiya hai ha maine bhi pyar kiya hai hum yaar hai tumhare dildar hai tumhare hamse mila karo, hamse mila karo koi shikwa agar ho or shikayat agar ho hamse gila karo, hamse gila karo ja maine bhi pyar kiya hai ha maine bhi pyar kiya hai hum yar hai tumhare dildar hai tumhare hamse mila karo, hamse mila karo julfo ko gira ke palko ko jhukana sikha hai kaha se ye jadu chalana aata hai tumhe to yu baate banana jaao ji hato ji chhodo yu satana chha rahi hai khumari, badh rahi hai bekarari yu na hasa karo, yu na hasa karo koi shikwa agar ho or shikayat agar ho hamse gila karo, hamse gila karo diwano ke jaise karte ho sararat hamko to pata hai tere dil ki hakikat diwano ke jaise karte ho sararat hamko to pata hai tere dil ki hakikat samjho na jara tum mausam ka ishara aise to akele na hoga gujara aise aahe bharo na mastiya karo na jidd na kiya karo ke jidd na kiya karo koi shikwa agar ho or shikayat agar ho hamse gila karo, hamse gila karo hum yaar hai tumhare dildar hai tumhare hamse mila karo, hamse mila karo hum yaar hai tumhare dildar hai tumhare hamse mila karo, hamse mila karo koi shikwa agar ho or shikayat agar ho hamse gila karo, hamse gila karo ha maine bhi pyar kiya hai lyrics typed by : ruchita parab
Song details
- Singer: Udit Narayan
- Singer: Alka Yagnik
- Film / album: Haan Maine Bhi Pyaar Kiya (2002)
- Composer: Nadeem Shravan
- Lyricist: Sameer
- Actor: Akshay Kumar
- Actor: Karisma Kapoor
- Actor: Abhishek Bachchan
- Actor: Kader Khan
- Actor: Himani Shivpuri
- Actor: Shakti Kapoor
- Actor: Mohnish Behl
- Actor: Navneet Nishan
- Actor: Simone Singh
- Actor: Sophiya Haque
- Actor: Supriya Karnik
- Actor: Shweta Menon
- Actor: Upasna Singh
- Actor: Razzak Khan
- Actor: Dolly Bindra
Song video
singer: Udit Narayan, Alka Yagnik
actor: Karishma Kapoor, Abhishek Bachchan