Roman script

hum wo baadal hai

dil chahe jaha waha ud jayenge

jaha chahe wahi pe baras jayenge

hum wo baadal hai

dil chahe jaha waha ud jayenge

jaha chahe wahi pe baras jayenge

hum wo baadal hai

l l ll ll la

ll la l la

ll la lll la

la l la

sone jaisa gora rang

neele neele shokh nayan

chadhti jawani ki dhup ye

ruki kahan chali nadi

bandhi kahan khuli hawa

chhupe kahan parde me rup ye

bandhan koi kyu baandhe

baandh ke jeena na jane

hum wo tufa hai

man chahe kinaro se takrayenge

kabhi dariya ke dil me utar jayenge

hum wo baadal hai

dil chahe jaha waha ud jayenge

jaha chahe wahi pe baras jayenge

hum wo baadal hai, baadal hai

naye naye khab jage

dil ko naye pankh lage

pankho me chahat udaan ki

dekh liya sara jahan

baki raha kuch na yaha

chalo chhanv chhule aasman ki

aa masti me chur yunhi

hum ud jaye dur kahin

hum wo panchhi hai

khule ambar ke saye me mandrayenge

jis daali pe dil ho thahar jayenge

hum wo baadal hai

dil chahe jaha waha ud jayenge

jaha chahe wahi pe baras jayenge

hum wo baadal hai, baadal hai

reet rasm niti niyam

vada kasam dhram karam

duniya ke jhuthe dastur hai

inhe yaha mane wo hi

inhe yaha mane wo hi

jo bhi hai bujdil majbur hai

kismat se hai jo bhi mila

kyu na le hum uska maja

hum to pagal hai

hum kaise zamane se dar jayenge

manmani jawani me kar jayenge

hum wo baadal hai

dil chahe jaha waha ud jayenge

jaha chahe wahi pe baras jayenge

hum wo baadal hai, baadal hai

Explore this song