Roman script

hum unse mohabbart karke din raat sanam rote hai
hum unse mohabbart karke din raat sanam rote hai
meri nind gayi mera chain gaya
meri nind gayi mera chain gaya aur chain se wo sote hai 
ha hum unse mohabbat karke din raat sanam rote hai
hum unse mohabbat karke din raat sanam rote hai
meri nind gayi mera chain gaya
meri nind gayi mera chain gaya aur chain se wo sote hai
hum unse mohabbat karke din raat sanam rote hai
dil ko dhadkana tumhi ne sikhaya
mujhe teri chahat ne pagal banaya
dil ko dhadakana tumhi ne sikhaya
mujhe teri chahat ne pagal banaya 
jane ye kaisi hai bekrari 
katati hai aankho me ab raat sari 
katati hai aankho me ab raat sari 
tere sine me hum dil banke sanam bujhte hai kabhi jalte hai
meri nind gayi  mera chain gaya aur chain se wo sote hai 
ha hum unse mohabbar karke din raat sanam rote hai
din raat sanam rote hai
hame aashik ka maja aa raha hai
gulabi gulabi nasha chha raha hai
hame aashiki ka maja aa raha hai
gulabi gulabi nasha chha raha hai
sanso me ghul jau main sans banke
rahu tere dil me teri aas banke
rahu tere dil me teri aas banke
chahat ki kasam bichhdenge na hum bas itni dua karte hai
meri nind gayi mera chain gaya aur chain se wo sote hai
ha hum unse mohabbat karke din rat sanam rote hai
meri nind gayi mera chain gaya aur chain se wo sote hai

Song details

Song video

Watch on YouTube

singer: Sadhana Sargam, Kumar Sanu

actor: Govinda, Shilpa Shetty