Roman script

hum unki aarzu me 

kuch aise kho gaye hai

kahte hai log hamko 

diwane ho gaye hai

hum unki aarzu me 

kuch aise kho gaye hai

kahte hai log hamko 

diwane ho gaye hai

hum unki aarzu me 

chahat me gum kisi ki

is tarah ho gaye hai

lagta hai hum begane

apno se ho gaye hai

chahat me gum kisi ki

is tarah ho gaye hai

lagta hai hum begane

apno se ho gaye hai

unka khayal unki yado me

kho gaye hai

hum unki aarzu me 

dunia se bekhabar hai

dekha hai jabse tumko

wallah ab nahi hai

apna bhi hosh hamko

dunia se bekhabar hai

dekha hai jabse tumko

wallah ab nahi hai

apna bhi hosh hamko

majbur dil ke hatho

hum aaj ho gaye hai

hum unki aarzu me

sharmo haya ki chilman

rukh se hata bhi dijiye

ek bar pe se apna

jalwa dikha bhi dijiye

sharmo haya ki chilman

rukh se hata bhi dijiye

ek bar pe se apna

jalwa dikha bhi dijiye

bimare ishk ham bhi

kya khub ho gaye hai

hum unki aarzu me

kuch aise kho gaye hai

kahte hai log hamko 

diwane ho gaye hai

hum unki aarzu me

Explore this song