Roman script

hum tumse mohabbat karte hai

karte nahi to mar jate

aye jane tamanna hum 

tumpe marte nahi to mar jate

hum tumse mohabbat karte hai

karte nahi to mar jate

aye jane tamanna hum

tumpe marte nahi to mar jate

prem agan ye hi hai prem agan

prem agan ye hi hai prem agan

tum hi pahla pyar hamara ho

hum de jan ishara ho

hum itni mohabbat rakhte hai

so janam bhi kam pad sakte hai

kirno si chamkti rahti ho

tum mujhme dhadakti rahti ho

dil me jo pyar hai tumhara

mom nahi vo hai angara

is aag me jalte rahte hai 

jalte nahi to mar jate

aye jane tamanna hum tumpe

marte nahi to mar jate

prem agan ye hi hai prem agan

hum tumse mohabbat karte hai

karte nahi to mar jate

aye jane tamanna hum tumpe

marte nahi to mar jate

prem agan ye hi hai prem agan

ab dilvalo ki bari hai

khud maut bhi humse hari hai

ab rang hi rang tumhara hai

ab har pal sang tumhara hai

tum kismat meri baho ki

tum manjil meri raho ki

sanso pe tumhara pahra hai

aankho me tumhara chehra hai

ye chehra padte rahte hai

padte nahi to mar jate

aye jane tamanna hum tumpe

marte nahi to mar jate

prem agan ye hi hai prem agan

hum tumse mohabbat karte hai

karte nahi to mar jate

aye jane tamanna hum tumpe

marte nahi to mar jate

prem agan ye hi hai prem agan

prem agan ye hi hai prem agan

Explore this song