Roman script

hum tumhe pyar karne lage 
raat din ab tadapne lage 
hum tumhe pyar karne lage 
raat din ab tadapne lage 
chaa raha hai nasha aa raha hai maza 
chaa raha hai nasha aa raha hai maza 
hum sanam tumpe marne lage 
hum tumhe pyar karne lage 
raat din ab tadapne lage 
ankho me hai madhoshiya jine na de betabiya 
acchi lage na duriya dasne lagi tanhaiya 
chaa raha hai nasha aa raha hai maza 
chaa raha hai nasha aa raha hai maza 
hum sanam tumpe marne lage 
hum tumhe pyar karne lage 
raat din ab tadapne lage 
jabse sanam tumse mile chahat ke kitne gul hai khile 
badne lagi deewangi tum ban gaye ho sanam meri zindagi
chaa raha hai nasha aa raha hai maza 
chaa raha hai nasha aa raha hai maza 
hum sanam tumpe marne lage 
hum tumhe pyar karne lage 
raat din ab tadapne lage 
hum tumhe pyar karne lage 
raat din ab tadapne lage 
chaa raha hai nasha aa raha hai maza 
chaa raha hai nasha aa raha hai maza 
hum sanam tumpe marne lage

Song details

Song video

Watch on YouTube