Roman script

ham tumhe bhul ke zinda hain khuda maaf kare 

rakh na paaye unhi waadon ka dharam maaf kare 
ham tumhe bhul ke zinda hain khuda maaf kare 
agar tadapte hain, tarste hain teri yaado me 

fir bhi is haal me jinda hain khuda maaf kare 
rakh sake na tumhe apno sa sajan maaf kare 
ham tumhe bhul ke zinda hain khuda maaf kare 
kaash tumko main ye samjhata usi duniya me 

kitne majbur the duniya se khuda maaf kare 
ban sake na tere zakhmo ka marham maaf kare 
ham tumhe bhul ke zinda hain khuda maaf kare 
khuda maaf kare, khuda maaf kare 
khuda maaf kare, khuda maaf kare

Song details