Roman script

hum tumhare hai tumhare sanam, hum tumhare hai tumhare sanam  

jaaneman mohabbat ki har kasam ki kasam na juda honge hum

hum tumhare hai tumhare sanam 

yeh suhane pal, yeh mulakate hum na bhulenge pyaar ki baate 

din hai mushkil, raat bhaari

har ghadi hai bekraari, chaahate hoti na kam

hum tumhare hai tumhare sanam, hum tumhare hai tumhare sanam  

jaaneman mohabbat ki har kasam ki kasam na juda honge hum

hum tumhare hai tumhare sanam 

tumko dhadkano me yu basana hai, apni palko me yu chhupaana hai

jab uthaaye hum nigaahe

tumko dekhe, tumko paaye, door jaaye ab na hum

hum tumhare hai tumhare sanam, hum tumhare hai tumhare sanam  

jaaneman mohabbat ki har kasam ki kasam na juda honge hum

hum tumhare hai tumhare sanam, hum tumhare hai tumhare sanam  

jaaneman mohabbat ki har kasam ki kasam na juda honge hum

hum tumhare hai tumhare sanam, hum tumhare hai tumhare sanam  

hum tumhare hai tumhare sanam, hum tumhare hai tumhare sanam  

hum tumhare hai tumhare sanam  

lyrics typed by : ruchita parab

Explore this song