Roman script

har dhadkan ye kahti hai tu mujhme rahti hai

tanha tanha yaado mein khamoshi ke vaado mein

khamoshi ke vaado mein

hum tum mile chale yaado ke silsile

hum tum mile chale yaado ke silsile

tadapti tanhaai hai yu tu mujhme samai hai

har mod par kho jata hu main yaado mein dub jata hu main

har mod par kho jata hu main yaado me indub jata hu main

hum tum mile chale yaado ke silsile

hum tum mile chale yaado ke silsile

thandi thnadi fijaao mein mahsus hoti ho baaho mein

kaise kahu kya mera haal hai palbhar ki duri lage saal hai

kaise kahu kya mera haal hai palbhar ki duri lage saal hai

hum tum mile chale yaado ke silsile

hum tum mile chale yaado ke silsile

har dhadkan ye kahti hai tu mujhme rahti hai

har dhadkan ye kahti hai tu mujhme rahti hai

tanha tanha yaado mein khamoshi ke vaado mein

khamoshi ke vaado mein

hum tum mile chale yaado ke silsile

hum tum mile chale yaado ke silsile

Explore this song