Roman script

shyam hare shri shyam hare 

khatu wale shyam hare 

shyam shyam shri shyam shyam 

jai shyam shyam shri shyam 

hum to niyam nibhate aaye 

khatu aane jane ka, khatu aane jane ka 

hum to niyam nibhate aaye 

khatu aane jane ka 

kuch tera bhi farz banta hai 

kuch tera bhi dharm banta hai 

humare ghar aane ka 

kuch tera bhi farz banta hai 

humare ghar aane ka 

kahtu ke sitare aaja re, bhakto ke dullare aaja re

hare ke sahare aaja re, aangan me humare aaja re 

jai shri shyam jai shri shyam 

khatu wale jai shri shyam 

jai shyam shyam jai shyam shyam 

jai shyam shyam hare hare 

phool bikaner se laye, chola dilli me silaya 

singar karne walo ko jaipur se bulaya 

o veer siromani sooro ke soorma 

tere liye banaya yaha khir churma 

har din hum tera diya khaye 

din hai tujhe jimane ka 

ye din hai tujhe jimane ka 

har din hum tera diya khaye 

din hai tujhe jimane ka 

kuch tera bhi farz banta hai 

kuch tera bhi dharm banta hai 

prasad yaha pane ka 

kuch tera bhi farz banta hai 

prasad yaha pane ka 

kahtu ke sitare aaja re, bhakto ke dullare aaja re

hare ke sahare aaja re, aangan me humare aaja re 

jai shri shyam jai shri shyam 

khatu wale jai shri shyam 

aai re o shyam dhani 

aai re o shyam dhani 

bachpan se tere rang me doobi 

khoi teri lagan me 

kaha ruk pati kaise na aati 

main tere kirtan me 

terei jot jagai aaja sanwre 

yaha aake fir na ja sanwre 

darshan ka ras barsa ja sanwre 

tarso ki pyas bujha ja sanwre 

aaja sanwre 

kirtan to hai ek bahana 

tujhko yaha bulane ka 

tujhko yaha bulane ka 

kirtan to hai ek bahana 

tujhko yaha bulane ka 

kuch tera bhi farz banta hai 

kuch tera bhi dharm banta hai 

bulaye bin aane ka 

kuch tera bhi farz banta hai 

bulaye bin aane ka 

kahtu ke sitare aaja re

bhakto ke dullare aaja re

hare ke sahare aaja re 

aangan me humare aaja re 

jai shri shyam jai shri shyam 

khatu wale jai shri shyam 

jai shyam shyam jai shyam shyam 

jai shyam shyam hare hare 

dhai akshar ka prem 

dhai akshar ka shyam 

dhai akshar ke bhakt jape prem se naam 

dhai akshar ke bhakt jape prem se naam 

o leele wale o shish ke dani 

tere teen baan hain shivji ki nishani 

o leele wale o shish ke dani 

tere teen baan hain shivji ki nishani 

krishn sang humne to loha mana tere nishane ka 

loha mana tere nishane ka 

krishn sang humne to loha mana tere nishane ka

kuch tera bhi farz banta hai 

kuch tera bhi dharm banta hai 

re bhakto ko bachane ka 

kuch tera bhi dharm banta hai 

re bhakto ko bachane ka 

kahtu ke sitare aaja re

bhakto ke dullare aaja re

hare ke sahare aaja re 

aangan me humare aaja re 

shyam rang shyam roop 

shyam naam hare hare 

hare shyam hare shyam 

shyam shyam hare hare 

tejbant shktiwan puny dhaam hare hare 

hare shyam hare shyam 

shyam naam hare hare 

khatu naresh ki jai 

dani vishesh ki jai 

sacche lakhdatar ki jai 

bolo lakhdatar ki jai 

bolo shyam dhani ki jai

Explore this song