Roman script

hum to gaate rahenge sada

muskurate rahenge sada

hum to gaate hue hi sada

muskurate hue hi sada

le le maza zindagi ka, hum yu pal do pal

le le maza zindagi ka, hum yu pal do pal

main hu wo pal jise kal ki na fikar

kal ki soch mein umar na jaaye dhal

main hu wo pal jise kal ki na fikar

kal ki soch mein umar na jaaye dhal

dhadkan jawa hai, jawa hai ye dil to

le le maza zindagi ka, hum yu pal do pal

ha le le maza zindagi ka, hum yu pal do pal

bite pal mein na jeevan bitaye

apne aaj ko rangin banaye

zindadili hamara tarana

hum to gaate hue hi sada

muskurate hue hi sada

le le maza zindagi ka, hum yu pal do pal

le le maza zindagi ka, hum yu pal do pal

gham ki raato ka hoga sawera

ye jahan hai hamara basera

aasma ko hume chhuke aana

hum to gaate hue hi sada

muskurate hue hi sada

jag ko paane ka armaan tha

kuch kar dikhane ka sapna tha

mod ke saye aaya hai

jo bhi jahan na paya hai

le le maza zindagi ka, hum yu pal do pal

le le maza zindagi ka, hum yu pal do pal

main hu wo pal jise kal ki na fikar

kal ki soch mein umar na jaaye dhal

main hu wo pal jise kal ki na fikar

kal ki soch mein umar na jaaye dhal

dhadkan jawa hai, jawa hai ye dil to

le le maza zindagi ka, hum yu pal do pal

Explore this song