Roman script

hum teri mohabbat me yu pagal rahte hai 
hum teri mohabbat me yu pagal rahte hai 
deewane bhi ab humko deewana kahte hai 
hum teri mohabbat me yu pagal rahte hai 
hum teri mohabbat me yu pagal rahte hai 
deewane bhi ab humko deewana kahte hai 
jab tere khyaalo me gum sum ho jate hai 
koi naam mera puche tera nam batate hai 
taro ko gin gin ke katti hai meri ratein 
deewaro se aksar karte hai teri batein 
hum teri mohabbat me yu pagal rahte hai 
deewane bhi ab humko deewana kahte hai 
hum teri mohabbat me yu pagal rahte hai 
deewane bhi ab humko deewana kahte hai 
sapne hai bas tere jagi si aankho me 
khushbu hai teri hi in mehki sanso me 
duniya se churake tujhko is dil me basaya hai 
hantho ki lakiro me tujhe lake sajaya hai 
hum teri mohabbat me yu pagal rahte hai 
deewane bhi ab humko deewana kahte hai 
hum teri mohabbat me yu pagal rahte hai 
deewane bhi ab humko deewana kahte hai 
dil jabse lagaya hai kahi lagta nahi hai dil 
koi itna bataye to ye pyar hai kyu mushkil
ye hasrat hai mujhko ki hosh nahi aaye 
aye to tabhi aaye jab samne tu aaye 
hum teri mohabbat me yu pagal rahte hai 
deewane bhi ab humko deewana kahte hai 
hum teri mohabbat me yu pagal rahte hai 
deewane bhi ab humko deewana kahte hai

Song details

Song video

Watch on YouTube

singer: Sadhana Sargam, Kumar Sanu

actor: Mithun Chakraborty, Shanti Priya