Roman script

hum se jo ho koi kam karana 

hum se jo ho koi kam karana 

ye kahkar hume josh dilana 

ye kam tumhare bas ka nahi 

nahi nahi nahi 

ye kam tumhare bas ka nahi 

khel nahi hai dil ka lagana 

khel nahi hai dil ka lagana

ishk me padta hai jaan se jaana

ye kam tumhare bas ka nahi 

nahi nahi nahi 

ye kam tumhare bas ka nahi 

mere afsane me hiro hiroyin se 

ek bute ka sawal karta hai 

juma juma aath din huye hai abhi milke 

wo diwana to kamal karta hai 

dega dua tumhe ek diwana 

dega dua tumhe ek diwana 

pyar se pyar ka do nazrana

ye kam humare bas ka nahi 

nahi nahi nahi

ye kam humare bas ka nahi 

meri aankhe to jasus ki hai aankhe 

ye bhed sare jaan leti hai 

bekhud bana ke nazro se pila de 

achhe achho ka iman leti hai 

achha jara humko bhi pilana

achha jara humko bhi pilana

hum bhi padege inka afsana 

ye kaam tumhare bas ka nahi 

nahi nahi nahi nahi nahi 

ye kam tumhare bas ka nahi 

isase pehle ki barsat rasta roke 

hume ghar lot jana chahiye 

bhigi bhigi rut ko takaja hai yahi ke 

pyase dilo ko milana chahiye 

haye re mosam ka behkana

haye re mosam ka behkana

ab jajbaat pe kabu pana 

ye kaqm humare bas ka nahi 

nahi nahi nahi 

ye kam humare bas ka nahi

Explore this song