Roman script

hum samjhe anadi tum to nikale bade shikari 

vallah o vallah 

aisi baazi maari thi kamaal kar diya 

ji kamaal kar diya 

hum samjhe anadi tum to nikale bade shikari 

vallah o vallah 

aisi baazi maari thi kamaal kar diya 

ji kamaal kar diya 

humne kabhi na dekha aisa jaadugar matwala

sach pucho to janeman aji tumne gazab kar daala 

humne kabhi na dekha aisa jaadugar matwala

sach pucho to janeman aji tumne gazab kar daala 

aji tumne gazab kar daala 

wah wah shaan tumhari jisko dekhe duniya saari 

vallah o vallah 

aisi baazi maari thi kamaal kar diya 

ji kamaal kar diya 

milega sahil sukho se takraane wala chahiye 

saari duniya jhukati hai jhukaane wala chahiye 

jhukane wala chahiye 

milega sahil sukho se takraane wala chahiye 

saari duniya jhukati hai jhukaane wala chahiye 

jhukane wala chahiye 

wah teri hoshiyaari aisa teer lagaya kari

vallah o vallah 

aisi baazi maari thi kamaal kar diya 

ji kamaal kar diya 

khub nishane maare tumne humko tum pe naaz hai 

kisko khabar thi dilbar mera aisa teer andaaz hai 

khub nishane maare tumne humko tum pe naaz hai 

kisko khabar thi dilbar mera aisa teer andaaz hai 

aji aisa teer andaaz hai 

sadke tum par vaari dil se ha raaja bihari 

vallah o vallah 

aisi baazi maari thi kamaal kar diya 

ji kamaal kar diya 

hum samjhe anadi tum to nikale bade shikari 

vallah o vallah 

aisi baazi maari thi kamaal kar diya ji kamaal kar diya

Explore this song