Roman script

chasmein purnam kharid sakta hoon

zulfein barham kharid sakta hoon

tu agar apna bana le mujhko

tera har gam kharid sakta hoon

humsafar gham jo mohabbat mein diya hain tumne

humsafar gam jo mohabbat mein diya hain tumne

ye bhi mujh par bada ehsaan kiya hain tumne

humsafar gam jo mohabbat  diya hain tumne

ek muddat se isi din ki thi hasrat dil mein

aaj mein khush hoon deewana kahan hain tumne

ye bhi mujh par bada ehsaan kiya hain tumne

humsafar gam jo mohabbat mein diya hain tumne

jab bhi takraai mere jism se ye shokh hawaa

mujhko mehsoos huaa ye ke chhuan hain tumne

ye bhi mujh par bada ehsaan kiya hain tumne

hum safar gam jo mohabbat mein diya hain tumne

kyaa mere dil ke dhadakane ki hi aawaz hain ye

yaa ki phir kaan mein kuchh aake kahan hain tumne

ye bhi mujh par bada ehsaan kiya hain tumne

hum safar gam jo mohabbat mein diya hain tumne

hichakiyaa bhi kabhi kambakht nahi aati hain

jo yun sochu ke mujhe yaad kiya hain tumne

ye bhi mujh par bada ehsaan kiya hain tumne

humsafar gam jo mohabbat mein diya hain tumne

ye bhi mujh par bada ehsaan kiya hain tumne

humsafar gam jo mohabbat mein diya hain tumne.

Explore this song