Roman script
hum pyar karte hai hum pyar kiye jayenge ab duniya kuch bhi kahe hum yuhi jiye jayenge hum pyar karte hai hum pyar kiye jayenge ab duniya kuch bhi kahe hum yuhi jiye jayenge sab pyar ki bate karte hai koi karta pyar nahi hum pyar karte hai hum pyar kiye jayenge ab duniya kuch bhi kahe hum yuhi jiye jayenge sab pyar ki bate karte hai koi karta pyar nahi hum pyar karte hai hum pyar kiye jayenge ab duniya kuch bhi kahe hum yuhi jiye jayenge har jagha pyar ka fasana hai koi shama koi parwana hai zindagi kya hai dil ka lgana hai dil me koi sanam basana hai dil me basa tha jo sanam usne diye is dil ko gam kuch kahenge na hum humne to ye de dekar bhi paya pyar nahi hum pyar karte hai hum pyar kiye jayenge ab duniya kuch bhi kahe hum yuhi jiye jayenge pal mila hume ye duvao ka silsila na ruke wafao ka ruk badal denge hum hawao ka na bujhega diya wafao ka aye dil zara humko bata tune kahi dekhi wafa kyu kare hum gila apni hatho ki ye lakiro me jab yaar nahi hum pyar karte hai hum pyar kiye jayenge ab duniya kuch bhi kahe hum yuhi jiye jayenge sab pyar ki bate karte hai koi karta pyar nahi hum pyar karte hai hum pyar kiye jayenge ab duniya kuch bhi kahe hum yuhi jiye jayenge
Song details
- Singer: Nitin Mukesh
- Singer: Kumar Sanu
- Singer: Alka Yagnik
- Film / album: Dilwale Kabhi Na Hare (1992)
- Composer: Nadeem Shravan
- Lyricist: Mahendra Dehlvi
- Actor: Rahul Roy
- Actor: Prithvi
- Actor: Nagma
- Actor: Pankaj Berry
- Actor: Varsha Usgaonkar
- Actor: Satish Shah
- Actor: Rakesh Bedi
- Actor: Gajendra Chauhan
- Actor: Guddi Maruti
- Actor: Dinesh Anand
- Actor: Sri Prada
- Actor: Coca Cola
- Actor: Prashant
Song video
singer: Nitin Mukesh, Kumar Sanu, Alka Yagnik
actor: Rahul Roy, Nagma, Prithvi