Roman script

hum mile tum mile haal apna ajab ho gaya

kuch pata na chala pyar na jane kab ho gaya

hum mile tum mile haal apna ajab ho gaya

kuch pata na chala pyar na jane kab ho gaya

hum mile tum mile

teri meri achanak najar mil gai

dil dhadkane laga jaan jane lagi

tune na jane kaise ye jadu kiya

mai behkane laga masti chane lagi

naye naye armaan hai naya dard jaga hai

yahi log kahte iski nahi hai dawa

kya kare kya kahe mere rabba gajab ho gaya

kuch pata na chala pyar na jane kab ho gaya

hum mile tum mile

maine baahon me tujhko liya jo sanam

bekarari badhi chain khone laga

dekhna mujhko aise tujhe hai kasam

kya batau tujhe kuch to hone laga

badi muskilo se dono jara paas aaye hai

chal chhod  de diwani sharmo haya

kya gadi aa gayi jo hua na vo ab ho gaya

kuch pata na chala pyar na jane kab ho gaya

hum mile tum mile haal apna ajab ho gaya

kuch pata na chala pyar na jane kab ho gaya

hum mile aa aa aa

Explore this song