Roman script

hum hain iss pal yahan, jaane ho kal kahan

hum mile na mile, hum rahe na rahe

rahegi sadaa yahan, pyar ki ye dastan

sunenge sadaa jise, ye zameen asmaan

hum hain iss pal yahan, jaane ho kal kahan

hum mile na mile, hum rahe na rahe

rahegi sadaa yahan, pyar ki ye dastan

sunenge sadaa jise, ye zameen asmaan

hum jahan aaye hain, meherbaan saaye hain

hum yahaan khwaabon ke, karwaan laaye hain

dhadkane hain jawaan, ga raha hain samaa

pighli pighli si hain, mehki tanhaiyan

rang dhal jaate hai, din badal jaate hai

raatein so jati hai, raahen kho jaati hai

pyar khota nahin, pyar sota nahin

pyar dhalta nahin, haan badalta nahin

hum hain is pal yahan, jaane ho kal kahan

hum mile na mile, hum rahe na rahe

rahegi sadaa yahan, pyar ki ye dastan

sunenge sadaa jise, ye zameen asmaan

Explore this song