Roman script

hum mast hawa ke jhonke se 
hum mast hawa ke jhonke se 
leharate hai bhalkhati hai 
leharate hai bhalkhati hai 
aisa kyo hum kya jane 
aisa kyo hum kya jane 
yeah lakho jheele jharne hai 
par prem se hum gabrate hai 
ye kyo hum kya jane ye kyo hum kya jane 
ye to neino me rahna natak hai 
ye to neino me rahna natak hai 
mil jate hai sama ke parwane 
mil jate hai sama ke parwane 
na jane kya ho jata hai 
na jane kya ho jata hai 
jab paas tere aa jate hai 
jab paas tere aa jate hai 
ye kyo hum kya jane ye kyo hum kya jane 
hum kyo jane hum kya jane 
hum kyo jane hum kya jane

Song details

Song video

Watch on YouTube