Roman script

ham kya bataye tumse ham kya bataye tumse

kyu dur ho gaye hai kyu dur ho gaye hai

kismat se tang aakar kismat se tang aakar

majbur ho gaye hai majbur ho gaye hai

sach baat hai ke jisne milne ki aas todi

sach baat hai ke jisne milne ki aas todi

duniya hamare dil ki barbad karke chodi

duniya hamare dil ki barbad karke chodi

tum ye samajh na lena tum ye samajh na lena

majbur ho gaye hai majbur ho gaye hai

fariyad kar rahi ujdi hui mohabbat

fariyad kar rahi ujdi hui mohabbat

ham tum gam ke mare dono ki hai ye halat

ham tum gam ke mare dono ki hai ye halat

aankhe taras gayi hai aankhe taras gayi hai

dil chur ho gaye hai majbur ho gaye hai

ham kya bataye tumse

kyu dur ho gaye hai kyu dur ho gaye hai

Explore this song