Roman script

hum kisko kahe apna 

haan hum kisko kahe apna 

duniyaa hi begaani hai 

taqdeer ke maaro ki barbaad jawaani hai 

hum kisko kahe apna 

haan hum kisko kahe apna 

duniyaa hi begaani hai 

taqdeer ke maaro ki barbaad jawaani hai 

aakhir jo badal jana tha pahke hi bata dete

aakhir jo badal jana tha pahke hi bata dete

armaan bhare dil ko hum aag laga dete 

armaan bhare dil ko hum aag laga dete 

ye dard ki duniyaa hai 

ye dard ki duniyaa hai

ye gum ki kahaani hai 

taqdeer ke maaro ki barbaad jawaani hai

roti hui aankon mein tasveer tumhaari hai 

tasveer tumhaari hai

roti hui aankon mein tasveer tumhaari hai 

tasveer tumhaari hai

ab tere hi haatho mein taqdeer humaari hai 

ab tere hi haatho mein taqdeer humaari hai

ashko ki rawaani bhi ek teri nisaani hai 

taqdeer ke maaro ki barbaad jawaani hai

hum kisko kahe apna 

haan hum kisko kahe apna 

duniyaa hi begaani hai 

taqdeer ke maaro ki barbaad jawaani hai

Explore this song