Roman script

hum khub jante hai kya dil me hai tumhare 

kuch kar ke hi rahege aankho ke ye issare

hume bhi kuch pata haitumhe bhi kuch hai khabar
par ye behtar hai ki chup chap kate baki safar
hume bhi kuch pata hai tumhe bhi kuch hai khabar
par ye behtar hai ki chup chap kate baki safar
khud hi dil dhund lenge apne apne sahare
khud hi dil dhund lenge apne apne sahare
kuch kar ke hi rahege aankho ke ye issare
hum khub jante hai kya dil me hai tumhare 
hum khub jante hai kya dil me hai tumhare 
nazar nazar se mili har ek baat khuli kaha pe kya hai chhupa 
ab dilo ki thah mili nazar nazar se mili har ek baat khuli
kaha pe kya hai chhupa ab dilo ki thah mili
baat karne lage ab hum aankho ke sahare
baat karne lage ab hum aankho ke sahare
kuch kar ke hi rahege aankho ke ye issare
hum khub jante hai kya dil me hai tumhare 
hum khub jante hai kya dil me hai tumhare 
hum khub jante hai kya dil me hai tumhare 
hum khub jante hai kya dil me hai tumhare

Song details

Song video

Watch on YouTube

singer: Geeta Dutt, Suman Kalyanpur, Mohammed Rafi

actor: Dev Anand