Roman script

ham jispe hai fida wo kahi aap to nahi

wo kahi aap to nahi dil jispe mar mita

wo kahi aap to nahi wo kahi aap to nahi

ham jispe hai fida

raato ko jisne jagaya wo kaun hai 

ulfat pe jisko raham naa aaya wo kaun hai 

raato ko jisne jagaya wo kaun hai 

ulfat pe jisko raham naa aaya wo kaun hai 

ae jaane mudab aap to nahi

wo kahi aap to nahi wo kahi aap to nahi

ham jispe hai fida

tilman ke pichhe mat mein hui bekrar dil

pahlu se ud ke jaaye haye pahlu se ud ke jaaye

kidhar dil tilman ke pichhe mat mein hui bekrar dil

pahlu se ud ke jaaye kidhar dil 

ye jiska ho gaya wo kahi aap to nahi 

wo kahi aap to nahi ham jispe hai fida

aankhe wo tauba tauba bahut hi sharif hai 

alha re alha re najre unki mohabbt ke teer hai

aankhe wo tauba tauba bahut hi sharif hai 

alha re najre unki mohabbt ke teer hai

tadpaaye jo sada wo kahi aap to nahi 

wo kahi aap to nahi wo kahi aap to nahi

ham jispe hai fida wo kahi aap to nahi

wo kahi aap to nahi ham jispe hai fida

Explore this song