Roman script

banke pathar soye setu 

mandiro me so raha 

kuchh khabar tujhko nahi 

ham par sitam kya ho raha

ye sitam kya ho raha 

nazar jo hamse churayega 

hame na gam se bachayega 

nazar jo hamse churayega 

hame na gam se bachayega 

hamare kaam na ayega 

jo yun pathar ban jayega 

yaad rakh bhagwan o

yaad rakh bhagwan, tu bhi pachhtayega 

ek din pachhtayega 

ham garibo ko agar, yu satata jayega 

yu rulata jayega 

yaad rakh bhagwan, tu bhi pachhtayega 

ek din pachhtayega

Explore this song