Roman script

he ham galiyo ke paale

apne haal me hain matwaale 

ham galiyo ke paale, apne haal me hain matwaale 

mar gaye mar gaye mar gaye 

mar gaye hamko marne wale 

ham galiyo ke paale, apne haal me hain matwaale 

mar gaye mar gaye mar gaye 

mar gaye hamko marne wale 

ham galiyo ke paale, apne haal me hain matwaale 

albeli hain apani yaari, o mano hamko duniya saari 

albeli hain apani yaari, o mano hamko duniya saari

duniya ka har dhandha jaane

achcha aur bura pahchane 

he chabhi uski das dete hain

chabhi uski das dete hain

jo tode kanun ke taale 

ham galiyo ke paale, apne haal me hain matwaale 

bhukhe nange hamko pyare

bhukhe nange hamko pyare 

dushman hain beimaan hamare 

are dushman hain beimaan hamare 

bambam bhole naath bol ke

rakh de unke pol khol ke 

sab futpathi apne sathi, sab futpathi apne sahti 

hath koi to ham par daale 

ham galiyo ke paale, apne haal me hain matwaale 

jo chandan ka tilak lagaye

mandir se bhagwaan churaye 

bahar ke desho me jaakar

laakho dalar aur paund kamaye 

are duniya usako gunda samjhe 

duniya usako gunda samjhe

chhin ke do roti jo khale

ham galiyo ke paale, apne haal me hain matwaale

mar gaye mar gaye mar gaye 

mar gaye hamko marne wale 

ham galiyo ke paale, apne haal me hain matwaale

Explore this song