Roman script

hum do hamare ho do paas aane se mat roko

chhodo sharm yeh mera tum dil na todo

jab huwa apna sangam do kahan ek huye hum

hum ek hi bahot hai mere humdam

kahin par ruk na jaaye yeh behti jivan dhara

pyaar jinda rakhne ko jaruri milan hamara

milan se bhi badhkar hai ji

raat din ka saath hamaara

hum do hamaare ho do paas aane se mat roko

chhodo sharm yeh mera tum dil na todo

jab huwa apna sangam do kahan ek huye hum

hum ek hi bahot hai mere humdam

aaj har shamma bujha do kyun jale jalane waale

raat roshan roshan hai tere badan ke hai ujaale

badan kya hai jaan bhi teri 

sab kuchh hai tere hawaale

hum do hamaare ho do paas aane se mat roko

chhodo sharm yeh mera tum dil na todo

jab huwa apna sangam do kahan ek huye hum

chhodo sharm yeh mera tum dil na todo

Explore this song