Roman script

ham dil hi apna haar gaye 

ham dil hi apna haar gaye 

ek aisi nazariya maar gaye 

ek aisi nazariya maar gaye 

ho sajanawa harjai, balamua harjai 

sajanawa harjai hain 

hontho par halki si hansi hain 

kajre ke hain dhang naye 

kajre ke hain dhang naye 

hontho par halki si hansi hain 

kajre ke hain dhang naye 

kajre ke hain dhang naye 

jaise koi man me chhup ke 

gaye mithe nagme 

jaise koi man me chhup ke 

gaye mithe nagme 

ho koyal mithi kunk sunakar 

yaad tumhari layi 

sajanawa harjai, balamua harjai 

sajanawa harjai hain

din hain sundar raate rangeen 

dekhu sapne suhane 

din hain sundar raate rangeen 

dekhu sapne suhane 

jhum rahi hu apne aap me 

jaise mastane 

jhum rahi hu apne aap me 

jaise mastane 

ho shrma shrma kar aati hain 

albeli bulai 

sajanawa harjai, balamua harjai 

sajanawa harjai hain

ham dil hi apna haar gaye 

ham dil hi apna haar gaye 

ek aisi nazariya maar gaye 

ek aisi nazariya maar gaye 

ho sajanawa harjai, balamua harjai 

sajanawa harjai hain

Explore this song