Roman script

ham chale 
ham chale tere dil ke makaan se 
aadaab-arz namaste salaam-waalequm 
ham chale 
ham chale tere dil ke makaan se 
aadaab-arz namaste salaam-waalequm 
ham chale 
baaz aaye ham aisi pahchaan se 
aadaab-arz namaste salaam-waalequm 
salaam-waalequm 
aa ek to deejiye inako dil bhi 
aa ek to deejiye inako dil bhi  
chaahiye saath taxi ka bill bhi
chaahiye saath taxi ka bill bhi
chaahiye saath taxi ka bill bhi
door bhaago ji 
door bhaago ji aise insaan se 
kaadaab-arz namaste salaam-waalequm 
salaam-waalequm 
aa dil kisi aur ko ja ke deeje 
aa dil kisi aur ko ja ke deeje 
aji hum pe to kirpa hi keeje
aji hum pe to kirpa hi keeje
aji hum pe to kirpa hi keeje
pyaar kar leeje 
pyaar kar leeje saare jahaan se 
aadaab-arz namaste salaam-waalequm 
salaam-waalequm 
aa chal gaya tum pe nazron ka jaadu 
aa chal gaya tum pe nazron ka jaadu 
jaao jungle mein ban jaao saadhu
jaao jungle mein ban jaao saadhu
jaao jungle mein ban jaao saadhu
ja ke maango 
ja ke maango muraaden bhagwaan se 
aadaab-arz namaste salaam-waalequm 
salaam-waalequm

Song details

Song video

Watch on YouTube

singer: Mohantara, Suraiya