Roman script

ham bhi the anjaan se 

hay hay tum bhi thi anjaan se 

aisi mohabbat hui dono gaye kaam se 

hay gaye kaam se 

ham bhi the anjaan se

o o jhuki jhuki ankhiya 

ruki batiya pyaar ki nishani hain 

aa bahki bahki chal hain 

aankho me savaal hain, hotho pe kahaani hain 

milte the kal tak, hay badi shaan se 

hay badi shaan se ji

hay ham bhi the anjaan se 

hay hay tum bhi thi anjaan se 

aisi mohabbat hui dono gaye kaam se 

hay gaye kaam se 

ham bhi the anjaan se

dekhte hain dur se, kitane gurur se

jaise nahi jante

hoti na janab yu, firte na janab yu 

baat ko meri mante

dil ko sambhalo, hans ke na taalo 

apna bana lo ji 

hay ham bhi the anjaan se 

hay hay tum bhi thi anjaan se 

aisi mohabbat hui dono gaye kaam se 

hay gaye kaam se 

ham bhi the anjaan se

aa uda uda rang hai, dil me umang hain

hamse chhupao na 

o itana jarur hain, dil ka kasur hain 

nazare chhurao na 

mitha mitha dard liya, kaun si dukan hain

kaun si dukan hain ji

hay ham bhi the anjaan se 

hay hay tum bhi thi anjaan se 

aisi mohabbat hui dono gaye kaam se 

hay gaye kaam se 

ham bhi the anjaan se

aisi mohabbat hui dono gaye kaam se 

hay gaye kaam se

Explore this song