Roman script

hum bhi jiye tum bhi jiyo 
tay kardo to 
dekho dil na dukhana 
hum bhi jiye tum bhi jiyo 
tay kardo to 
dekho dil na dukhana 
ho ho ho duniya wale 
ho ho ho duniya wale 
bewafa hai dil na lagana 
pachhaoge aur kahoge 
pachhaoge aur kahoge 
kaisa hai ye zamana 
hum bhi jiye tum bhi jiyo 
tay kardo to 
dekho dil na dukhana 
anjan mein preet laga li 
anjan mein preet laga li 
wo baanko albela main to bholi bhali 
wo baanko albela main to bholi bhali 
barkha rut beete bal khaye re aaye re 
barkha rut beete bal khaye re aaye re 
hum bhi jiye tum bhi jiyo 
tay kardo to 
dekho dil na dukhana 
dil jo diya aankho mein 
bahte rahe hum 
dil jo diya aankho mein 
bahte rahe hum 
jab ye laga har kisi se 
kaise rahe hum 
jab ye laga har kisi se 
kaise rahe hum 
lagana ho tumhe jo dil ko 
hume de lagana re 
lagana ho tumhe jo dil ko 
hume de lagana re 
hum bhi jiye tum bhi jiyo 
tay kardo to 
dekho dil na dukhana 
hum bhi jiye tum bhi jiyo 
tay kardo to 
dekho dil na dukhana

Song details

Song video

Watch on YouTube