Roman script

hum bechare pyar ke mare

aur tum to tum ho waah re waah re

lo darte darte badhte badhte

tum tak aa pahuche

lo darte darte badhte 

badhte tum tak aa pahuche

hum bechare pyar ke mare

aur tum to tum ho waah re waah re 

lo darte darte badhte badhte

tum tak aa pahuche

bahki nigahe masha allha masha allha 

banki adaye masha allha oo masha allha  

palko ki uthati girti chilman

tir chalaye masha allah

dil ka karar ho tum jane bahar ho tum  

karne ko aaye hai nazre

hum bechare pyar ke mare

aur tum to tum ho waah re waah re

lo darte darte badhte badhte

tum tak aa pahuche

chal tumhari sabse aala waah waah waah

bat tumhari ras ka payala waah waah waah

apna to haal kuch na puchho 

kaid huya hai chahne wala

julfo ke jal me hum tere khayal me 

hai uljhe hai arama hamare

hum bechare pyar ke mare

aur tum to tum ho waah re waah re

lo darte darte badhte badhte

tum tak aa pahuche

kya hai khayal kuch to bolo 

hai dil ki juban kuch to kholo 

nahi tumko kasam hai mere dil ki

naino me aao dil me dolo

humne wo kam kiya duniya me naam kiya

kude hai ghar me tumhare

hum bechare pyar ke mare

aur tum to tum ho waah re waah re

lo darte darte badhte badhte

tum tak aa pahuche

lo darte darte badhte badhte

tum tak aa pahuche

Explore this song