Roman script

hum apne gham ko 
saja kar bahaar kar lenge
hum apne gham ko 
saja kar bahaar kar lenge
hum apne gham ko 
saja kar bahaar kar lenge
tere khayalo ko 
thoda sa pyar kar lenge
hum apne gham ko 
saja kar bahaar kar lenge
hum apne gham ko 
saja kar bahaar kar lenge
tere khayalo ko 
thoda sa pyar kar lenge
hum apne gham ko 
saja kar bahaar kar lenge
mohabbato ki kahani 
kahani tujhe sunayenge
tujhe bulayenge khawabo me 
aur jagayenge
hawa chalegi to aanchal 
anchal ki yaad aayegi
ghata uthegi to kajal 
kajal ki yaad aayengi 
tere hasin tasabur ko 
pyar kar lenge
yu yaad hum bhi tujhe 
baar baar kar lenge
hum apne gham ko 
saja kar bahaar kar lenge
ha tere khayalo ko 
thoda sa pyar kar lenge
hum apne gham ko 
saja kar bahaar kar lenge
jo pyar karte hain vo 
in ghamo ko sahate hai
mohabbato me tufan 
aate rahte hai
tumhare naam ko dhadkan 
dhadkan ke sath rakh lenge 
tumhare chehre ko darpan 
darpan ke sath rakh lenge
ye duriyo ka 
samundar bhi paar kar lenge
tamam umar tera intjar kar lenge
hum apne ghamo ko 
saja kar bahaar kar lenge
tere khayalo ko 
thoda sa pyar kar lenge
hum apne gham ko 
saja kar bahaar kar lenge
hum apne gham ko 
saja kar baahar kar lenge

Song details

Song video

Watch on YouTube

singer: Vinod Rathod, Sadhana Sargam