Roman script

pahle kabhi naa hamne kaha 
lo aaj sanam ye kahte hai 
pahle kabhi naa hamne kaha 
lo aaj sanam ye kahte hai 
ham apke dil mein rahte hai 
ham apke dil mein rahte hai 
sach ho gayi duaa 
apna milan hua 
ab naa kabhi rana judaa 
milke chalo vada karo 
chhup jao aankho mein 
bas jaao saanso me 
dhadkan ki ye sada 
ek pal kabhi jo door huye 
dard hajaaro sahte hain 
ham apke dil mein rahte hai 
ham apke dil mein rahte hai 
ham apke dil mein rahte hai 
ham apke dil mein rahte hai

Song details