Roman script

sudak sudak maar le ek huddak mai gatak ja pura

nas-nas dhili kar dega arrey ek huddak mai gatak ja pura

dhuaa sar-sar andar jaani nas-nas dhili kar dega

karad-karad karta paani 

baatein shaatein kare mile yaar chaar

masti mein aa chal chill maar

kabhi kisi se hui jo nazre yaha chaar

roz kabhi-kabhi ikka dukka sudak-sudak tu maar le hukka

roz kabhi-kabhi ikka dukka sudak-sudak tu maar le hukka

sudak-sudak maar le hukkah arrey mood bana chal dam maar

kabhi zamke kabhi kam yaar arrey haath mei hai bas pal chaar

har gum ko goli maar aaja shaam bita le chal mauj mana le

zara alakh jagaa le ek baar

yuhi jhum ke gaake saari biti hui baatein

aaja dhuyein mein udaa de mere yaar

tumne sikaya hai sabko suroor masti mei sab yaha jhoom

lamhon ko apne haseen bana roz kabhi-kabhi ikka dukka

sudak-sudak tu maar le hukka roz kabhi-kabhi ikka dukka

sudak-sudak tu maar le hukka-hukka

arre mitne lagi sab ki sharam after party will go to haram

will go to haram be a man haath badha

chhod di maine sharam hayaa

do pegg laga ke ek duje mei samaa ke

chal pyaar kare behisaab tujhe baahon mein utha ke

phir seene se laga ke aa ho jaaye be-libhas

aao duri rahe na beetween

tu hai mera king, mai teri queen

saanson mein samaa ke tu pyaas bujha

roz kabhi kabhi ikka dukka

sudak sudak tu maar le hukka

roz kabhi kabhi ikka dukka

sudak sudak tu maar le hukka

sudak sudak maar le hukkah

Explore this song